|
In the name of Allah, most beneficent, most merciful |
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 4
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2

Saj gaye Qasim(AS) kay tukdroon say udher Karbobala X 2
Maa' idher Baytay ki Dulhan ko sajja'ti reh gaye(Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Cheeynta tha shimr(La) Chadar aur Zainab(SA) baar baar X 2
Apni Chadar kay Muhafiz ko Bula'ti reh gaye(Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Khoon dil Abbas(AS) ka sab beh gaya ran mein magar X 2
Dil mein bas ek baat Zainab(SA) Ki Rida ki reh gaye(Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Ay Musal'manoon tumhari ghayratein kya ho gaye X 2
Tum tamasha'ei thay Zainab(SA) moh Chupa'ti reh gaye
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Qaid mein Bali Sakina(SA) ko mila Baba ka ser X 2
Muh' pay muh rakh kar jo sauye Maa' jagga'ti reh gaye(Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Madar-e-Asghar(SA) na baythi Saaye mein Asghar(AS) kay baad X 2
Saaye mein aaye to zinda Laash baqi reh gaye (Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Har tamma'chay per Sakina(SA) muh pay rakh kar Nanhay Haath X 2
Neel Rukhsaroon kay Ghazi(AS) ko Dikhati reh gaye (Sadqay)
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
Aa gaaye Rehan-o-Sarwer Karbala say Laut kar X 2
Aaj tek khushbo badan mein karbala ki reh gaye
Kya Raha Khaimoon mein Sheh(AS) kay ek udasi reh gaye X 2
Sirf Ronay ko Mohammad(SAW) ki Nawasi reh gaye
ALLAHUMMA SALLE
ALA MUHAMADDIN WA AALE MUHAMMAD(AS)
| |
 |
 |
|