| In the name of Allah, most beneficent, most merciful |
| Zuljana.com |
Masooma(SA) ka laasha Haaye
Haaye Zindaan Say Uthaya Hai
Masooma(SA) ka laasha Haaye Haaye Zindaan Say Uthaya Hai
(x4)
Beemar(as) ki aankhoon mein (x2)
yeh dard samaya hai
Masooma(SA) ka laasha Haaye Haaye Zindaan Say Uthaya Hai (x2)
Zainab(SA) nay kaha keh do Abid(AS) yeh Sakina(SA) Say
Feryad karay ja kay Sarkaar-e-Madina(SAW) Say
Kanoon say Lahou Nana ummat nay bahaya hai
Masooma(SA) ka laasha Haaye Haaye Zindaan Say Uthaya Hai (x3)
Kofay say Uthi thi jo Karbal mein chali aayi
Hathoon say musalmaan nay khaimoon mein hai phonchayi
Is aagh nay kurtay kay daman ko jallaya hai
Masooma(SA) ka laasha Haaye Haaye Zindaan Say Uthaya Hai (x3)
Daa'lo na Mayray muh per Ay Amma Fizza pani
Bholay gi na ta mehshar Asghar(as) ki woh qurbani
Pani Mayray bhayia ko paykaan say peelaya hai
Masooma(SA) ka laasha Haaye Haaye Zindaan Say Uthaya Hai (x3)
Beemar(as) ki aankhoon mein (x2)
yeh dard samaya hai
ALLAHUMMA SALLE ALA MUHAMADDIN WA AALE MUHAMMAD(AS)
|
|