In the name of Allah, most beneficent, most merciful
Zuljana.com

La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar


La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 4
Hotein kyon-kar yeh Azanein X 2
Daytay na Shabbir(AS) Ser
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2


Kis jagha uttaray ho Akbar(AS) tum Mujhay awaz do X 2
Aagaye Mugh per Zayeifi X 2
Baad Tayray Ay Pisar
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2


Cheen ker us nay Ridayein aag dee Khayaam ko X 2
Ab kahan Abbas(AS) Akbar(AS) X 2
Keh raha tha yeh shimer(la)
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2


Dur mein Dayti hoon tujhay laykin utta'roon kis tarhaan X 2
Tugh pay Mayri bay-basi ka X 2
Kyon nahin hota Asar
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2


Kis jagha uttaray ho Akbar(AS) tum Mujhay awaz do X 2
Aagaye Mugh per Zayeifi X 2
Baad Tayray Ay Pisar
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2


Hotein kyon-kar yeh Azanein X 2
Daytay na Shabbir(AS) Ser
La illaha to bach Gaya lut gaya Zahra(SA) ka Ghar X 2

 

ALLAHUMMA SALLE ALA MUHAMADDIN WA AALE MUHAMMAD(AS)